Kaise Kahu Lyrics - Anirudh Sharma


Kaise Kahu Lyrics Anirudh Sharma
Kaise Kahu Lyrics  by Anirudh Sharma, Christina Andrew featuring Mrunal Panchal is a latest Hindi song. Anirudh Sharma, Christina Andrew has sung the song “Kaise Kahu". Music composed by Anirudh Sharma and Kaise Kahu Lyrics written by Anirudh Sharma,

Kaise Kahu song details:

Song:Kaise Kahu
Singer:Anirudh Sharma,
Christina Andrew
Lyrics:Anirudh Sharma
Music:Anirudh Sharma
Cast:Anirudh Sharma,
Mrunal Panchal
Label:Anirudh Sharma


Kaise Kahu Lyrics

Kuch baatein ankahi si khehni hai
Dil mein dabi sab kehni hai
Mere yaar, mere yaar 

Kitni raaton ki woh baatein hai
Barsaton ki woh raatein hai
Mere yaar, mere yaar

Woh dooriyan hai jo mithani hai
Dil ki sabhi baatein batani hai
Mere yaar, mere yaar, mere yaar

Kya karu, kaise kahu 
Kya karu, kaise kahu 
Kya karu, kaise kahu 
Kya karu, kaise kahu 

Muskurahate woh chehre pe woh lafzon ki kami
Na jaane kaisi mohabbat toh dil se hai judi
Yeh khawaboon ki lakeere joh dil ko ek kare..

Tere aashkon ki kataro main yeh dil mera ruka
Chand raaton main khuda yeh dil tere bin na laga
Yeh dil ki dabi sabhi yeh baatein kaise kahoon..

Kaise kahu, kya karu 
Kaise kahu, kya karu 

Muskurahate woh chehre pe woh lafzon ki kami
Na jaane kaisi mohabbat toh dil se hai judi
Yeh khawaboon ki lakeere joh dil ko ek kar

Yeh lafzon ki khamoshiyan yun kyun hai
Dil mera yun kyun majboor hai
Mere yaar, mere yaar

Joh lamhe sath guzare hai
Kasam se bahot woh pyare hai
Mere yaar, mere yaar

Yeh teri aankhon ka suroor hai
Dil ko de sukoon hai
Mere yaar, mere yaar

Har pal tere sang yuhi rehna hai
Kasam se yuhi bas rehna hai
Mere yaar, mere yaar

Woh dooriyan joh mitani hai
Dil ki sabhi baatein batani hai
Mere yaar, mere yaar

Kya karu, kaise kahu 
Kya karu, kaise kahu 
Kya karu, kaise kahu 
Kya karu, kaise kahu

Muskurahate woh chehre pe woh lafzon ki kami
Na jaane kaisi mohabbat toh dil se hai judi
Yeh khawaboon ki lakeere joh dil ko ek kare..

Tere aashkon ki kataro main yeh dil mera ruka
Chand raaton main khuda yeh dil tere bin na laga
Yeh dil ki dabi sabhi yeh baatein kaise kahoon..

Kitni raaton ki woh baatein hai
Barsaton ki woh baatein hai
Taaron ke sheher main dabi sabhi woh baatein hai
Ab dil se.. sabh main kahu

Haan main kahu 
Sabh main kahu
Haan main kahu 
Sabh main kahu
Haan main kahu

Haan main kahu
Sabh main kahu
Haan main kahu
Sabh main kahu

Kaise Kahu Video